Sunday, January 6, 2013

Bhagavt katha: godhra ke bad gujrat to surfankha ke bad sita

Bhagavt ne kaha sita ka haran kiya ravan ne to sab ko marna padha par ravan ne sita haran apni bahan surfankha ke nak kan katane ke karn kiya .vaha super brother tha.
jab yaha kahate hai godhra ke karan gujrat huaa to yahi argument surpankha ke bad sita par lagu kyu nahi.or marne se dar ...

Tuesday, January 1, 2013

ladhki ki jat kya hai?

delhi gang rape ki ded ladhki ka nam pata lage to uski jat ka pata chale.to hum uski aukat jan sake.hamare yaha varn caste se fix hai pahachan .criminal  caste jarayam paisha caste  sab tay hai. genral caste vale to caste ko jane nahi to thng se hug bhi nahi sakate .

kavita. manthara

Saturday, December 22, 2012

somanath se shitala mata tak

   history me padha hai ki mohammad gori 700 solider ko lekar aaya tha gujrat ke somnath mandir ko lutane .7000 pande the vaha .ve havan kar rahe the .swava ....god ka aavahan kar rahe the par gori 500 camels par gold rakh lega . pande swava hi karte rahe .
  hal hi me partapur ke shitala mata mandir se shikhar chori ho gaya . pande,bhakat coro ko padane ke liye navchandi,rudharaksh path kar rahe the . havan me swava... chal raha tha .
   kuch bhi nahi badla gori se chor tak .agar usme dam hota to lutera,chor kaise himmat karta. vo punishmint kyu nahi deta ? mantro me bal hai...kaha hai ?
   pande kabhi nahi manege ki mantra nahi shorya chahiye . mantra....swava me dakshni hai . mal hai ... par dharma nahi . dukan chalni chahiye . yaha hamre desh ka durbhagya hai ki yahi hamara culture hai .