jaise hi unhe pata laga
meri jati ka
meri yogyata ,pratiba ,
visheshata aur vidhvata
dikhana band ho gai .
mera likha kai se
mara huaa ho gaya
mera bola kisi or ka
tarasa ho gaya
meri jati ko lekar
kitane hi purvagrha bhare hai inme
jisaki taraju par
tolate hai mujhe
jati kisi insan ko janane
samajhne
atyachar ,shoshan karne adhikar hai
kisi bhi pad par pahuch jao
unki najro me meri ek aaukat hai
usko pramanit karne ke
jumale hajar hai .
ka
meri jati ka
meri yogyata ,pratiba ,
visheshata aur vidhvata
dikhana band ho gai .
mera likha kai se
mara huaa ho gaya
mera bola kisi or ka
tarasa ho gaya
meri jati ko lekar
kitane hi purvagrha bhare hai inme
jisaki taraju par
tolate hai mujhe
jati kisi insan ko janane
samajhne
atyachar ,shoshan karne adhikar hai
kisi bhi pad par pahuch jao
unki najro me meri ek aaukat hai
usko pramanit karne ke
jumale hajar hai .
ka
No comments:
Post a Comment